| Jaag Ai Sonewale |
| Home // Hindi
Lyrics // TAHAAN |
Total Views: 109 times |
jaag ai sonewaale -2 koi jagaane aaya -2
[Jaag Ai Sonewale - Copyright 2004-2009. MusicMaza.Com]
jaag ai sonewaale -2 koi jagaane aaya -2
kyun chhupa tu aankhen mila ke -2 meri soi meri soi preet jaga ke baar-baar main loon angadaai -2 ( chain gaya chain gaya neend na aai ) -2 bhor ka panchhi dekh -2 geet sunaane aaya -2
jaag ai sonewaale -2 koi jagaane aaya -2
pyaar ki masti mein aaj mujhe kho jaane de -2 do dilon ko ek ho jaane de -2 khel le tu dilon ke khel -2 koi khilaane aaya -2 aaj ka chaand hamein -2 ek banaane aaya -2
jaag ai sonewaale -2 koi jagaane aaya -2
|
| More Lyrics from TAHAAN |
|
Recommend
this page to your friend |
|
|
|
|